facebook ka password kaise change kare Aaj hum is vishay ke bare me baat kare ge agr aap apna Facebook account bhul gaye hai? Apna password reset karna hai ? Ya fir apko apna password yaad hai pr aapko apna password change karna hai. password badlna hai.To wo kaise karege aapko pareshan hone ki jarurat nahi hai. aaj is article me apko Sare cize detel me batya jaega to is article ko last tak Read kare?
Facebook ka Password kaise change kare?
Kaee log Facebook ya kisi bhi social media apps ka account banate samye password yaad to rahta hai pr baad me bhul jate hai. aise me unka dhiya nahi hota hai. agr kisi aur ko aapka Facebook ka account ka password pata chal jata hai. to we log aapke Facebook id ka glat use kar sakte hai. Aise me apko aapna password badlna hota hai. Agr apko Facebook ka account ka password badlna nahi aata hai is article ko padhe isme mene apko step by step bataya hai. Ki apna Facebook ka password kaise change kare?
Mobile se Facebook ka password kaise change kare?
Isme bataye step ko follow kare.
Step:- 1. Sabse pehla kaam aapko kya karna hai pehele aap apna Facebook app open kare aur log in ho jaye log in hone ke baad aapko
Sep:- 2. Ab aapko search bar ke rght side me 3 line ka ek option dikhega jise menu kaha jata hai. Us pr click kare.
Step:- 3. Menu ke option click karne ke baad apko bahut sare option milega usme se aapko setting & Privacy wale option pr click karna hai. Fir setting wale option pr click kare.
Step:- 4 Me aapko Security wale line me aapko kewal Secrity and Login wale option pr click karna hai password ko badlne ke liye.
Step:- 5. Pr aapko kya karna hai ab iske bare me jante hai. Pehele me aapko Facebook ka password badlna kaise iske bare me batata hu. Fir uske baad agr aap password bhi bhul gaye ho to uske bare me bhi jaankari bataunga.
Step:- 6. Facebook ka password badlne ke liye aapko apna Current Password dalna hai jo abhi ka hai. apne Facebook ka iske baad apko kya karna hai New password wale box me apko ek naya password daalna hai jo aap rakhna chahte hai. Wo password dale.
Step:- 7. Ab uske baad aapko Re-type new ka ek box hai usme same wahi password dalna hai jo aapne New password wale box me daala hai. Aur update wale option pr click kar dena hai.
Step:- 8 Me aapko ek pop up option. Dekhega jisme aapko Stay logged in pr select kar dena hai. Aur continue pr click karde na hai
Step:- 9. In Sare step ko follow karne ke baad aapka password change ho jayega.
Facebook password reset kaise kare?
Agr aap apna password bhul gaye ho to password change kare kare? password reset kaise kare? Is bare me jante hai.
Step:- 1 aapko wahi karna jo mene aapko upr me 5 step bataye hai usko follow kare.
Step:- 2. Ab aapko niche me forgot ke option pr click karna hai.
Step:- 3. fir uske baad aapko apna Email ya Number daale aur Next wale option pr click kare? ek
Step:- 4. Uske baad ek Otp aaya hai 6 Digit ka usse Enter kare aur Next ke option pr click kar dena hai.
Step:- 5. Me Enter a new password issme aapko aapna naya password daalna hai. Password strong hona chahiye jisse ki koi bhi andaaja na, laga paye
Step:- 6. Password daalane ke baad apko fir ek pop up ka option aayega. Stay logged in click kare aur Continue kar dena hai. Ab apka password change ho gya hai. Facebook ka.
Conclusion:-
Ab Aapko samjh Aa gya hoga ki Facebook Account ka password change kaise kare? Apna Facebook ka password recover kaise kare. Aagr Aapko ye article useful laga hoga to comment section me bataaye. Dosto iss article ko last tak Read karne ke liye thank you. Aap sab ko.
FAQ
Q. Facebook ka password kaise change kare?
Ans. Facebook ka password change karne ke liye apko sabse pehle apne Facebook app me jana hai. aur setting wale option me jaakr change password ka option dikhega is option me aap password change kar sakte hai. ya Aap password bhul bhi gaye hai to Aap password recover bhi kar sakte hai.
Read Also:-
Chrome extension ko Android mobile me kaise install karen?
Logo kya hai?| pixelleb app se logo kaise banaye?
Top 5 best english learning apps in hindi 2022
Free Me IPL Match Dekhne Wale Apps?|आईपीएल मैच कैसे देखे फ्री में?2022
Coding kya hai?| Coding कैसे सीखे? जानकारी हिंदी में
Telegram channel par subscribers kaise badhaye? 2022
Meesho apps se paise kaise kamaye? (2022) | मीशो अप्प से पैसे कैसे कामये पूरी जानकारी हिंदी में